Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJaved Akhtar
HomeJaved Akhtar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


husn jaana ki taarif mumkin nahin husn jaana ki taarif mumkin nahin aafreen aafreen aafreen aafreen hey tu bhi dekhe agar to kahe humnasheen aafreen aafreen aafreen aafreen aisa dekha nahin khubsurat koi jism jaise ajantaa ki murat koi jism jaise nighaahon pe jaadoo koi jism naghma koi jism khushboo koi jism jaise machalti huyi raagni jism jaise mehkati huyi chaandani jism jaise pe khiltaa hua ik chaman jism jaise pe sooraj ki pehli kiran jism tarsha hua dil kasho dilnasheen sandali sandali marmari marmari aafreen aafreen aafreen aafreen aafreen aafreen aafreen aafreen aafreen aafreen aafreen aafreen aafreen aafreen chehra ek phool ki tarah shaahdaab hai chehra uska hai yaa koi maahtaab hai chehra jaise ghazal chehra jaane ghazal chehra jaise pari chehra jaise kanwal chehra jaise tasavur bhi tasveer bhi chehra ik khaab bhi chehra taabeer bhi chehra koi alif lail vi daastaan chehra ik pal yakeen chehra ik pal gumaan chehra jaisa ke chehra kahin bhi nahin maahrooh
aaj kal zindagi mujh se hai keh rahi tu jo meri maane to chal deewaane sapano ki raahon mein tu saari khushbuon ko saari roshani ko le le inn baahon mein tu ab hai tu jahaan din raat saare naye hain aarazoo jawaa jazbaat saare naye hain naye raaste hai tere waaste to rahe kyon panaaho mein tu o ho tere liye nayi hai zameen naya aasmaan likh de hawaaon pe koyi nayi daastaan tere liye nayi hai zameen naya aasmaan likh de hawaaon pe koyi nayi daastaan zindagi ne dastak di to dil ki sab khidkiyaan khul gayi haan khul gayi honton pe jo jami thi woh saari khaamoshiyaan ghul gayin haan ghul gayin kitne lamhon ne mujhako jaise hairaan kiya kitni baaton ne dil ko aa ke hai chhu liya chaahten kayi hai dil mein abb jagmagaayi raahten kayi hai mujhse kehne ko aayin pehchaane saari muskaane saari bhar le nigaahon mein tu o ho tere liye nayi hai zameen naya aasmaan likh de hawaaon pe koyi nayi daastaan tere liye nayi hai zameen naya aasmaan likh de hawaaon pe koyi nayi daastaaan
aanan faanan hua kya se kya main jaan e mann hua kya se kya dhadka dhadka dhadka sa dil kehta hai ye fasaana tadpa tadpa tadpa sa dil chaahe tere paas aana aanan faanan hua kya se kya main jaan e mann hua kya se kya aanan faanan hua kya se kya o o o main jaan e mann hua kya se kya dhadka dhadka dhadka sa dil kehta hai ye fasaana tadpa tadpa tadpa sa dil chaahe tere paas aana aanan faanan hua kya se kya ye jaan e mann hua kya se kya dhadka dhadka dhadka sa dil kehta hai ye fasaana tadpa tadpa tadpa sa dil chaahe tere paas aana aanan faanan hua kya se kya teri muhabbat hi meri parastish hai meri tu ho jaaye meri ye koshish hai sun le meri tamanna keh meri hi banana aye meri neelam pari dekh meri ye baahein dekh le ye nigaahein hain kitni pyaar bhari dhadka dhadka dhadka sa dil kehta hai ye fasaana tadpa tadpa tadpa sa dil chaahe tere paas aana aanan faanan hua kya se kya dil jise dhoondhe hain tu wahi dil kash hai dil jise maange hai tu wahi mehmash hai tujhko ik din
ab agar aao to jaane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana sirf ehsaan jataane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana maine palkon pe tamannayen saja rakhi hain maine palkon pe tamannayen saja rakhi hain dil mein ummeed ki sau shamme jala rakhi hain ye hasin shamme bujhane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana sirf ehsaan jataane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana pyaar ki aag mein zanjeeren pighal sakti hain pyaar ki aag mein zanjeeren pighal sakti hain chahne waalon ki taqdeeren badal sakti hain tum ho bebas ye bataane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana sirf ehsaan jataane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana ab tum aana jo tumhen mujhse mohabbat hai koi ab tum aana jo tumhen mujhse mohabbat hai koi mujhse milne ki agar tumko bhi chahat hai koi tum koi rasm nibhane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana sirf ehsaan jataane ke liye mat aana
mujhe tum chupke chupke jab aise dekhati ho achchhi lagti ho kabhi julfon se kabhi aanchal se jab khelti ho achchhi lagati ho mujhe dekh ke jab tum yuh thandi aahen bharte ho achchhe lagte ho mujhko jab lagta hai tum mujh par hi marte ho achchhe lagte ho tum mein aye mehrbaan saari hain khoobiyaan bholapan sadagi dilkashi tajagii dilkashi tumse hai tajagi tumse hai tum huye hamnashi ho gayi main haseen rang tumse mile hai sare taareef jo sun ke tum aise sharma jati ho achchhi lagti ho kabhi hans deti ho aur kabhi itra jaati ho achchhi lagti ho mujhe dekh ke jab tum yuh thandi aahen bharte ho achchhe lagte ho khoye se tum ho kyon soch mein gum ho kyon baat jo dil mein ho keh bhi do keh bhi do sochta hoon ke main kya pukaru tumhe dilnashin najneen maaheru mehjabeen yeh sab hai naam tumhare mere itne saare naam hai jab tum yeh kehte ho achchhe lagte ho mere pyaar mein jab tum khoye khoye se rehte ho achchhe lagte ho mujhe tum chupke chupke jab aise dekhati ho achchhi
agar main kahoon mujhe tum se muhabbat hai meri bas yahi chaahat hai to kya kahogi agar main kahoon mujhe tum se muhabbat hai meri bas yahi chaahat hai to kya kahogi main tum se kahoongi iss baat ko agar tum zara aur sajaa ke kehte zara ghuma phira ke kehte to achhaa hota agar main kahoon tum ko jab dekhoon lagti ho jaise nayi honth hai pankhadi phool ki aankhen jaise jugnu chamkate huye soche mera ye dil dhadakte huye agar main kahoon agar main kahoon ye jo chehra hai jaise koi chaand hai to kya kahogi main tumse kahoongi mujhko bhoole se bhi chaand tum na kaho chaand mein to kai daag hai mujhe phool na kehna wo murjhate hain jugnu bhi na kehna wo kho jaate hain ye baaten puraani hai jo mujhko sunaani hai kisi aur adaa se kehte zara ghuma phira ke kehte to achhaa hota agar main kahoon mujhe tum se muhabbat hai meri bas yahi chaahat hai to kya kahogi agar main kahoon baaten sun ke tumhari main hairaan hoon jo bhi kehna hai kaise kahoon lagta tumhen kuchh bhi achhaa
aaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaa mujh mein shiv hai mujh mein brahma mujh mein vishnu mujh mein krishna phir main kaahe mandir jaaun dharti ambar parbat saagarrrrrrrrrrrrrrrrrr main jitt dekhun usko paaun phir main kaahe mandir jaaun phir main kaahe mandir jaaun dharti ambar parbat saagar main jitt dekhun usko paaun phir main kaahe mandir jaaun ye shrishthi uska sapna har vyakti uska apna aaaaaaaaaaaa ye shrishthi uska sapna har vyakti uska apna bhagwan ko jo paana hai prem ki hi maala japnaa saans saans har dhadkan dhadkan prem geet hi gaata jaaun phir main kaahe mandir jaauuuuuuun sun kar bansi ka lehra raadha tode har pehraa hooooo sun kar bansi ka lehra raadha tode har pehraa jamuna ji ke paar chali roke laakh bhanwar gehra raadha ne jo roop liya tha aaj agar main wo apnaaun phir main kaahe mandir jaauuuuuuun phir main kaahe mandir jaaun dharti ambar parbat saagar main jitt dekhun usko paaun phir main kaahe mandir jaaun aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa
hoooo aisa lagta hai jo na hua hone ko hai aisa lagta hai ab dil mera khone ko hai varna dil kyun dhadakta saansen kyun ruktin neenden meri kyun udd jaatin aisa lagta hai jo na hua hone ko hai hooo aisa lagta hai ab dil mera khone ko hai varna dil kyun dhadakta saansen kyun ruktin neenden meri kyun udd jaatin ho o o o aisa lagta hai jo na hua hone ko hai koi chehra nigaahon pe chhane laga koi ab roz khaabon mein aane laga aayi rut jo nayi jaage armaan kai mausam koi ghazal jaise gaane laga ooooo aisa lagta hai jaise nasha hone ko hai hooo aisa lagta hai hosh mera khone ko hai varna dil kyun dhadakta saansen kyun ruktin neenden meri kyun udd jaatin ho o o o aisa lagta hai jo na hua hone ko hai mehki mehki fiza ne li angadaiyaan neeli neeli hain baadal ki parchhaiyaan thandi thandi hawa laayi raag naya goonji goonji si hain jaise shehnaiyaan hooo aisa lagta hai koi meraa hone ko hai aisa lagta hai har faasla khone ko hai varna dil kyun dhadakta saansen kyun ruktin
Aur Hum Tum
tum aaye to hawaaon mein ik nasha hai tum aaye to fizaaon mein rang sa hai ye rang saare hain bas tumhaare aur kya aur kya aur kya aur kya aur kya aur kya tum aaye to hawaaon mein ik nasha hai tum aaye to fizaaon mein rang sa hai ye rang saare hain bas tumhaare aur kya aur kya aur kyaa ae hey hey aah haa haa ae hey hey aah haa haa tum aaye ho to dekh lo nayaa nayaa sa lage ye jahaan haan haan haan haan oh ho haseen haseen hai ye zameen dhula dhula sa hai ye aasmaan tum ho to hai ye samaa aur kya aur kya aur kya aur kya dhadak raha hai dil mera jhuki jhuki hain palkein yahan haan haan haan haan oh ho jo dil mein ho wo keh bhi do ruki ruki si hai ye dastaan jazbaat maange zabaan aur kya aur kya aur kya aur kya tum aaye to hawaaon mein ik nasha hai tum aaye to fizaaon mein rang sa hai ye rang saare hain bas tumhaare aur kya aur kya aur kya aur kya aur kya aur kya aa ha ha aa ha ha aa ha ha
baat meri suniye to zara baat meri suniye to zara meri baat sun ke ye bataiye ke iske bare mein hai aap ka khayal kya itna kyon guroor aap mein hai itna aap mein hai naaz kisliye bataiye hai kisne yeh sikhaya aapko ke jo bhi tumko chhahe jo bhi tum ko pyaar se mile usi se tum raho khafa khafa baat meri suniye to zara aise hum nahin hain lekin hum agar ho aise bhi to iss mein kya hua kyon na ho guroor humko kyon na hum ko naaz ho ke hum haseen logo ki hi thokaro mein hai zamana jisko dekhiye humara hai deewana hum kisi ka dil bhi tod de kisi ko aadhe raste mein chod de to usko bhi ye duniya kehti hai ada ho ho ho kahiye kaisa aap ko laga baat meri suniye to zara aaj sun hi lijiye ke kya hai husn aapka kya hai aap ki ada aap ke har ek sitam ko humne hi ada kaha aur aap ki har ek ada ko hans ke humne hi saha humne hi zara si ek baat ko badha ke daastan kar diya hai humne hi to husn ki zameen ko aasmaan kar diya hai duniya mein jo aap ka yeh husn bemisal hai to is mein
tu yaar tu hi dildaar tu hi mera pyaar tera mere dil mein hai darbaar karde ek baar beda paar mujhe ghar baar lage bekaar phiroon main banke tera jogi tu yaar tu hi dildaar tu hi mera pyaar tera mere dil mein hai darbaar karde ek baar beda paar mujhe ghar baar lage bekaar phiroon main banke tera jogi hey la ra ra ra ra ra ra ra ra ra hey aaaaaa kehta hai deewana tera hi afsana tere bin duniya mein kya khona kya paana aarzoo hai dil hai tu hi tuuuu tere sang bana hoon malang to sab hai dang hui ye duniya mujhse tang laayi hai umang ik tarang baaje mirdang to badle dhang phiroon main banke tera jogi tu yaar tu hi dildaar tu hi mera pyaar tera mere dil mein hai darbaar karde ek baar beda paar mujhe ghar baar lage bekaar phiroon main banke tera jogi dharti ke aangan mein ambar ke daaman mein suraj ki kirnon mein saagar ki lehron mein har kahin har su hai tu hi tuuuu sab log manaye sog kahein ye jog hai mere mann ka koi rog hai ye prem aag to belaag raat ko jaagata hoon
betaab hum aawaara hum hain beete sau janam aawaara hum hain betaab hum aawaara hum hain beete sau janam aawaara hum hain kabhi chal diye kabhi tham gaye kabhi ghum mile kabhi ghum gaye yahi zindagi hai apni betaab hum aawaara hum hain beete sau janam aawaara hum hain kabhi chal diye kabhi tham gaye kabhi ghum mile kabhi ghum gaye yahi zindagi hai apni betaab hum aawaara hum hain tumko samjhayen kya humko bhi pyaar tha kehti thi wo sada tu hi to hai mera wo ladki magar kho gayi hai kisi aur ki ho gayi hai betaab hum aawaara hum hain beete sau janam aawaara hum hain kabhi chal diye kabhi tham gaye kabhi ghum mile kabhi ghum gaye yahi zindagi hai apni betaab hum aawaara hum hain pehle jo khwaab the sab kaamyaab the pehle thi raah mein manzil nighaah mein magar ab nahin koi manzil chale hum jidhar bhi gaye dil betaab hum aawaara hum hain beete sau janam aawaara hum hain betaab hum aawaara hum hain beete sau janam aawaara hum hain kabhi chal diye kabhi tham gaye kabhi
yeeeeee ayeeeee ayeeeee ta ra ra ra ayeeeee bikhri bikhri si zulfen hain kyun khoyi khoyi si aankhen hain kyun ghum ka ye pal guzar jaayega phir koi humsafar aayega bikhri bikhri si zulfen hain kyun khoyi khoyi si aankhen hain kyun ghum ka ye pal guzar jaayega phir koi humsafar aayega yeeeeee ayeeeee ayeeeee ta ra ra ra ayeeeee hoooo hoooo hooooo hooo oooo yeeeeee ayeeeee ayeeeee naaaa uuuuuuu naaaa uuuuuuuu aaaaaa aaaaaa laaaaaaa aaaaaaaa beete pal bhool jaa wo pal nahin hain kahin laayenge pal naye ik zindagi phir haseen ye bheegi palken utha ye soch ke muskuraa laayega phir samay koi zamaana aisa yahaan phir chalegi hawaa manchali phir se mehkegi koi kali phir koi humsafar aayega dil koi geet phir gaayegaa ayeeee eeee eeeeeeee taraaaa raaaaa reeeeeeee raat lambi sahi phir bhi ye ik raat hai subah ho jaayegi sau baaton ki baat hai phir jaagegi ye fizaa phir dil ka ik raastaa le jaayega wahin tujhe teri tai manzil jahaan sachto ye hai ki hona hai yun to inn
koi jo mila to mujhe aisa lagta tha jaise meri saari duniyaa mein geeton ki rutt aur rangon ki barkha hai khushboo ki aandhi hai mehki huyi si ab saari fizaayen hain behki huyi si ab saari hawaayen hain khoyi huyi si ab saari dishaayen hain badli huyi si ab saari adaayen hain jaagi umange hain dhadak raha hai dil saanson mein toofan hain honthon pe nagmen hain aankhon mein sapne hain sapnon mein beete huye saare wo lamhe hain jab koi aaya tha nazron pe chhaaya tha dil mein samaaya tha kaise mein bataun tumhen kaisa use paaya tha pyaare se chehre pe bikhri jo zulfen to aisa lagta tha jaise kohre ke peechhe ek oss mein dhula hua phool khila hai jaise baadal mein ek chaand chhupaa hai aur jhaank raha hai jaise raat ke parde mein ek savera hai roshan roshan aankhon mein sapnon ka saagar jis mein prem sitaaron ki chaadar jaise chhalak rahi hai lehron lehron baat karen ho jaise moti barse jaise kahin chaandi ki paayal goonje jaise kahin sheeshe ke jaam gire aur chhann se
tumse keh denge hum saari baaten yeeee kaise hain apne din kaisi raaten koi na koi hulchal rehti hai dil mein har pal log hain kehte paagal humko aa haa aa haa are you ready now here we go oo yeeeee by the way on the way humko jo mili hai zindagi gaati hai hansti hai pagli si hai zara ruthe bhi maane bhi har lamha nayi hai zindagi moody hai ziddi hai kya karen kya pata rukte hain kahaan hum roke se chalte hain hawa ke jhonke se apni to aisi hai zindagi yeeee yehi apni adaa hai kya kare koi bura jo maane kya kare humse to hain khafaa ab sabhi jaane do chhodo bhi dhadkan ki jo kahaani hai khul ke ab to sunaani hai bhool nahin sakta hai isko hai jisne suna suno naa aaaahhh kya cheez ye jawaani hai jo baat hai deewani hai sochoge to jaanoge rasta kyun humne chuna by the way on the way jab dil se huyi thi dosti humne bhi dil ne bhi tha ye waada kar liya jo bhi ho humko to darna hi nahin hai ab kabhi jab humen jo laga humne wohi keh diya rukte hain kahaan hum roke se
chaahiye milne kaa phir bahaana koi chaahiye milne kaa phir bahaana koi sochiye ab ke hum kiss bahaane milen sochiye ab ke hum kiss bahaane milen chhodiye kyun kare hum bahaana koi chhodiye kyun kare hum bahaana koi aaiye bedhadak hum deewane milen aaiye bedhadak hum deewane milen chaahiye milne kaa phir bahaana koi chaahiye milne kaa phir bahaana koi aaiye bedhadak hum deewane milen aaiye bedhadak hum deewane milen reh gayin ankahi kal ki baaten kayi reh gayin ankahi kal ki baaten kayi tum bhi keh naa sake hum bhi keh naa sake raat kaise kati din gaya kis tarah raat kaise kati din gaya kis tarah kya hua kya nahin ye sunaane milen kya hua kya nahin ye sunaane milen chaahiye milne kaa phir bahaana koi chhodiye kyun kare hum bahaana koi sochiye ab ke hum kiss bahaane milen aaiye bedhadak hum deewane milen kis liye khud se hum ye bahaane kare kis liye khud se hum ye bahaane kare kis liye dhadkanon ki sadaa se dare kahiye iqraar hai aapko pyaar hai kahiye iqraar hai
hoo hoooo hooo hooo hooo hooo tenu ki dil da haal sunaawa tenu main itni baat batawaan tenu main door kahin lejawaan tenu main apni heer banawaa tenu ki dil da haal sunaawa tenu main itni baat batawaan tenu main door kahin lejawaan tenu main apni heer banawaa chakna chakna chakna main chakna tenu hi aye mutiyaar takna takna takna main takna tainu mere dildaar chakna chakna chakna main chakna tenu hi aye mutiyaar takna takna takna main takna tainu mere dildaar chakna chakna chakna main chakna tenu hi aye mutiyaar takna takna takna main takna tainu mere dildaar saari jawaani maine tere naam kardi apni kahani maine tere naam kardi saari jawaani maine tere naam kardi apni kahani maine tere naam kardi tu meri aankhon mein tu meri saanson mein tu meri dhadkan mein tu mere tanman mein main deewana tu deewaani main mastaana tu mastaani tu hi jaana hai meri jaana banti kyun tu hai anjaani chakna chakna chakna main chakna tenu hi aye mutiyaar takna takna takna main takna
baar baar haan bolo yaar haan apni jeet ho unki haar haan baar baar haan bolo yaar haan apni jeet ho unki haar haan koi humse jeet na paawe chale chalo chale chalo mit jaave jo takraaye chale chalo ghan ghor andhera chhawe chale chalo chale chalo koi raah mein aa tham jaave chale chalo toot gayi jo ungali uthhi paanchon mili to ban gayi muthhi ekaa badhta hi jaaye chale chalo chale chalo koi kitna bhi behkaave chale chalo koi humse jeet na paave chale chalo chale chalo mit jaave jo takraave chale chalo koi na ab roke tujhe toke tujhe tod de bandhan saare mila hai kya hoke tujhe nirbal tu hi bata kabhi na dukh jhelange khelenge aise ki dusman haare ki ab to le lenge himmat ka rasta dharti hila denge sabko dekha denge raaja kya parja kya o o o o o o hum jag chhayenge ab ye batayenge hum logon ka darja hai kya ho ho hoho baar baar haan bolo yaar haan apni jeet ho unki haar haan ab dar nahin mann mein aave chale chalo chale chalo har bedi ab khul jaave chale chalo
aaaaaaa aaaa aaaa aaa aaaa aaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaa aaaaa saiyaaaan saiyaaaan chhodo mori baiyaan saiyaaaan saiyaaaan chhodo mori baiyaan saiyaaaan saiyaaaan haaye chhodo naa mori haayi chhodo mori baiyaan maano bhi kanhaayi hogi jag hansaayiiiiii maano bhi kanhaayi hogi jag hansaayiiiiii dekhooooo dekhooooo dekh rahin hain saari baiyaan dekho saiyaaaan chhodo saiyaaaaaaaaan chhodo mori baiyaan saiyaaaan chhdo re mori baiyaan chhodo naa mori baiyaan saiyaaaan chudi jo koi tooti maathe se bindiyaa chhuti haaye chudi jo koi tooti maathe se bindiyaa chhuti ghar kya bataungi main haaye mar jaaungi main ghar kya bataungi main haaye mar jaaungi main jaane do mohe kaanha kaanha ji more kaanha kaanha jaane do mohe kaanha re jaane do jaane do mohe kaanha saiyaaaaaaan chhodo naa mori baiyaan chhodo mori baiyaan haaye chhodo naa mori haaye chhodo mori baiyaan saiyaaaan chhodo naa mori baiyaan haaye saiyaaaaaaan chhodo baiyaan haaye baiyaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aafreen Aafreen Nusrat Fateh Ali Khan 09:31 18850
 
Poster of Nusrat Fateh Ali Khan
 
Category
Indipop
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Nusrat Fateh Ali Khan
Duration : 09:31   Song Number : 18850   

Aaj Kal Zindagi Wake Up Sid (2009) 04:12 17006
 
Poster of Wake Up Sid (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Ranveer Kapoor, Konkana Sen
Duration : 04:12   Song Number : 17006   

Aanan Faanan Namastey London (2007) 07:24 11149
 
Poster of Namastey London (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Katrina Kaif
Duration : 07:24   Song Number : 11149   

Ab Agar Aao To Jagjit Singh 06:40 19747
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:40   Song Number : 19747   

Achchhi Lagti Ho Kuch Naa Kaho (2003) 06:19 20101
 
Poster of Kuch Naa Kaho (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Duration : 06:19   Song Number : 20101   

Agar Main Kahoon Lakshya (2004) 04:52 16760
 
Poster of Lakshya (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Preity Zinta
Duration : 04:52   Song Number : 16760   

Aham Brahmasmi Kisna (2005) 05:53 16878
 
Poster of Kisna (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Javed Akhtar, Blaaze
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Vivek Oberoi, Antonia Bernath
Duration : 05:53   Song Number : 16878   

Aisa Lagta Hai Refugee (2000) 07:31 20121
 
Poster of Refugee (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor
Duration : 07:31   Song Number : 20121   

Aur Hum Tum Wajood (1998) 07:12 13477
 
Poster of Wajood (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Nana Patekar
Duration : 07:12   Song Number : 13477   

Aur Kya Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000) 04:58 16850
 
Poster of Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 04:58   Song Number : 16850   

Baat Meri Suniye To Zara Kuch Naa Kaho (2003) 05:47 11959
 
Poster of Kuch Naa Kaho (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Raag- 
Gavati
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:47   Song Number : 11959   

Banke Tera Jogi Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000) 04:43 16781
 
Poster of Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla, Johny Lever
Duration : 04:43   Song Number : 16781   

Betaab Hum Awaara Hum Bada Din (1998) 04:38 17965
 
Poster of Bada Din (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
Duration : 04:38   Song Number : 17965   

Bikhri Bikhri What's Your Raashee (2009) 04:44 17009
 
Poster of What's Your Raashee (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Sohail Sen
On Screen Actors- 
Harman Baweja, Priyanka Chopra
Duration : 04:44   Song Number : 17009   

Breathless Shankar Mahadevan & Javed Akhtar 03:03 15024
 
Poster of Shankar Mahadevan & Javed Akhtar
 
Category
Indipop
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shanka Mahadevan
Raag- 
Yaman
Duration : 03:03   Song Number : 15024   

By The Way Aisha (2010) 03:36 17039
 
Poster of Aisha (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Amit Trivedi
On Screen Actors- 
Sonam Kapoor
Duration : 03:36   Song Number : 17039   

Chaahiye Milne Kaa Karobaar (The Business Of Love ) (2000) 06:07 18593
 
Poster of Karobaar (The Business Of Love ) (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Juhi Chawla, Anil Kapoor
Duration : 06:07   Song Number : 18593   

Chakna Chakna Namastey London (2007) 03:55 11155
 
Poster of Namastey London (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Katrina Kaif
Duration : 03:55   Song Number : 11155   

Chale Chalo Lagaan (2001) 06:33 16847
 
Poster of Lagaan (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Amir Khan, Gracy Singh
Duration : 06:33   Song Number : 16847   

Chhodo More Baiyaan Zubeidaa (2001) 04:07 16763
 
Poster of Zubeidaa (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Richa Sharma
On Screen Actors- 
Karishma Kapoor
Duration : 04:07   Song Number : 16763   
Karaoke Songs of Javed Akhtar, Sad Songs of Javed Akhtar, Love Songs of Javed Akhtar, Dance Songs of Javed Akhtar, Hip-hop songs of Javed Akhtar, Best songs of Javed Akhtar, Super hit songs of Javed Akhtar, hit songs of Javed Akhtar, duet songs of Javed Akhtar, solo songs of Javed Akhtar, old songs of Javed Akhtar, famous songs of Javed Akhtar, Hindi Karaoke Songs of Javed Akhtar, Hindi Sad Songs of Javed Akhtar, Hindi Love Songs of Javed Akhtar, Hindi Dance Songs of Javed Akhtar, Hindi Hip-hop songs of Javed Akhtar, best Hindi songs of Javed Akhtar, super hit Hindi songs of Javed Akhtar, hit Hindi songs of Javed Akhtar, duet Hindi songs of Javed Akhtar, solo Hindi songs of Javed Akhtar, old Hindi songs of Javed Akhtar, famous Hindi songs of Javed Akhtar, Sing Along Songs of Javed Akhtar, Sing Along Sad Songs of Javed Akhtar, Sing Along Love Songs of Javed Akhtar, Sing Along Dance Songs of Javed Akhtar, Sing Along Hip-hop songs of Javed Akhtar, Sing Along Best songs of Javed Akhtar, Sing Along Super hit songs of Javed Akhtar, Sing Along hit songs of Javed Akhtar, Sing Along duet songs of Javed Akhtar, Sing Along solo songs of Javed Akhtar, Sing Along old songs of Javed Akhtar, Sing Along famous songs of Javed Akhtar